Jobs›Chinese Chef, Ludhiana

Chinese Chef

Shri Umesh Sons · Ludhiana
वेतन₹15,000–20,000महीना, जैसा लिखा है
कहाँLudhianaPunjab
प्रकारFull time
Posted21 Oct12 दिन पहले, Apna से
Kaam ने check किया
Fee, deposit या पैसे माँगने के निशान नहीं
गाड़ी या licence नहीं चाहिए
शारीरिक काम
जो skills माँगे हैं1 लिखे हैं
Chinese cuisine
इस job के बारे में

Chinese Cook Ki Zaroorat Hai Shri Umesh Son’s Malai Chaap, Ludhiana Humein apne pure vegetarian restaurant ke liye ek experienced Chinese Cook chahiye. Kaam aur zimmedariyan: • Veg noodles, fried rice, Manchurian, chilli paneer aur Chinese starters banana aana chahiye. • Sabziyon ki cutting, sauces aur daily preparation time par ready rakhni hogi. • Har dish ka taste, quality aur quantity ek jaisi rakhni hogi. • Rush ke time orders jaldi aur sahi tarike se banane honge. • Kitchen, bartan aur apne kaam ki jagah saaf rakhni hogi. • Samaan ka sahi istemaal karna aur wastage kam rakhna hoga. • Team ke saath milkar, time par aur zimmedari se kaam karna hoga. Chinese cooking aur wok/kadhai chalane ka practical experience zaroori hai. Salary aapke experience, kaam aur trial ke hisaab se baat karke tay ki jayegi.

काम पाने के लिए कभी पैसे मत दो। Fee माँगे तो scam है। दस निशान →

Apna पर apply करो
apna.co नए tab में खुलेगा