Jobs›Office Boy, Jaipur

Office Boy / Peon

Juris De Jure Law Frim · Jaipur
वेतन₹10,000–15,000महीना, जैसा लिखा है
कहाँJaipurRajasthan
प्रकारFull time
Posted1 Novकल, Apna से
Kaam ने check किया
Fee, deposit या पैसे माँगने के निशान नहीं
दिन का काम
गाड़ी या licence नहीं चाहिए
इस job के बारे में

Job Description – Office Boy Location: Elements Mall, Ajmer Road, Jaipur Responsibilities:Office ki daily safai aur cleanliness maintain karna. Tables, chairs, cabins aur office area ki dusting karna. Staff aur guests ke liye tea/coffee banana aur serve karna. Pantry aur common areas ko clean aur properly maintained rakhna. Office mein daily required chhote-mote support ka kaam karna. Office materials aur other basic requirements mein staff ko support karna. Hygiene aur cleanliness standards maintain karna. Requirements:Office Boy / Office Helper ke role mein achha experience hona chahiye. Safai, dusting aur tea/coffee preparation ka experience required. Cleanliness aur hygiene ka proper knowledge. Responsible, hardworking aur disciplined candidate. Office environment mein professionally kaam karne ki ability. Job Location: Elements Mall, Ajmer Road, Jaipur

काम पाने के लिए कभी पैसे मत दो। Fee माँगे तो scam है। दस निशान →

Apna पर apply करो
apna.co नए tab में खुलेगा