Jobs›Logistics Manager, Lucknow

Logistics Manager

Enquote Food Innovations Private Limited · Lucknow
Senior
वेतन₹15,000–35,000महीना, जैसा लिखा है
कहाँLucknowUttar Pradesh
प्रकारFull time
Posted4 Nov21 दिन पहले, Apna से
इस job के बारे में

Job ke baare mein Humein ek responsible person chahiye jo company ka inventory, logistics aur supply chain smoothly manage kar sake. Aapki responsibilities: Company ke inventory ka proper record rakhna aur stock track karna Har production batch ka record maintain karna aur har SKU par sahi batch code label lagwana Cold chain logistics ki planning se lekar delivery tak coordination karna City ke andar transport, bookings aur deliveries manage karna Transshipment aur goods movement coordinate karna Zaroorat ke hisaab se supply chain network, pickup points aur city distribution setup karna Requirements: Supply chain, logistics, transportation, cold chain ya courier company mein experience Logistics aur goods movement ki achhi samajh Inventory aur records ko accurately maintain karne ki ability Lucknow mein kaam karne ke liye available ho Immediate joining preferred Interested candidates apna updated resume share karein. Location: Lucknow (LKO) Salary: ₹15,000–₹35,000 per month, based on experience Joining: Immediate joiner preferred

काम पाने के लिए कभी पैसे मत दो। Fee माँगे तो scam है। दस निशान →

Apna पर apply करो
apna.co नए tab में खुलेगा