Jobs›Electrician, Ludhiana

Electrician

Hotel The Taksonz · Ludhiana
वेतन₹14,000–18,000महीना, जैसा लिखा है
कहाँLudhianaPunjab
प्रकारFull time
Posted11 Nov4 दिन पहले, Apna से
Kaam ने check किया
Fee, deposit या पैसे माँगने के निशान नहीं
दिन का काम
गाड़ी या licence नहीं चाहिए
इस job के बारे में

Experienced Electrician Chahiye Hotel The Takson (Railway Station ke saamne, Ludhiana) ko ek mehnati aur experienced electrician ki zaroorat hai. Kaam aur Zarooratein: Kam se kam 3 se 5 saal ka practical experience zaroori hai. Hotel ki lights, switches, AC, panels aur wiring ka dhyaan rakhna aur theek karna. Padhai ki zyada demand nahi hai, 10th pass bhi apply kar sakte hain, bas practical kaam ekdum pakka aana chahiye. Hotel ki taraf se rehna (room) aur khana bilkul muft (free) milega. Agar aapke paas 3-5 saal ka experience hai aur aap yeh kaam karna chahte hain, toh sidha call ya WhatsApp karein.

काम पाने के लिए कभी पैसे मत दो। Fee माँगे तो scam है। दस निशान →

Apna पर apply करो
apna.co नए tab में खुलेगा