YO
E-Commerce Packing Executive
Yoroto International · Delhi
वेतन₹13,000–16,000महीना, जैसा लिखा है
कहाँDelhi
प्रकारFull timeFresher चलेगा
Posted15 Nov5 दिन पहले, Apna से
Kaam ने check किया
Freshers के लिए खुला: experience नहीं माँगा
Fee, deposit या पैसे माँगने के निशान नहीं
गाड़ी या licence नहीं चाहिए
इस job के बारे में
Job Responsibilities
- E-Commerce orders ke liye products ki single-piece packing karna.
- Products ko properly check karke safely pack karna.
- Packing material ka sahi tarike se use karna.
- Orders ko packing ke baad dispatch ke liye ready karna.
- Packing area ko clean aur properly organised rakhna.
- Daily packing ka kaam time par complete karna.
- E-Commerce aur warehouse team ke saath milkar kaam karna. Eligibility
- 10th / 12th Pass candidates apply kar sakte hain.
- Freshers bhi apply kar sakte hain.
- Experience mandatory nahi hai.
- Candidate hardworking, sincere aur responsible hona chahiye.
- Kaam seekhne aur achha perform karne ki willingness honi chahiye.
काम पाने के लिए कभी पैसे मत दो। Fee माँगे तो scam है। दस निशान →