Jobs›Sales, Delhi

Sales & Marketing Executive

Jasmyrah Networks (OPC) Pvt. Ltd. · Delhi
वेतन₹15,000–29,000महीना, जैसा लिखा है
कहाँDelhi
प्रकारFull time
Posted17 Nov2 दिन पहले, Apna से
Kaam ने check किया
Fee, deposit या पैसे माँगने के निशान नहीं
दिन का काम
जो skills माँगे हैं3 लिखे हैं
B2B SalesChannel salesB2C sales
इस job के बारे में

Jasmyrah Internet ek Internet Service Provider (ISP) hai jo Tilak Nagar aur aas-paas ke areas mein ghar aur business customers ko fast aur reliable broadband deta hai. Apni sales team badhane ke liye hum ek energetic Sales Executive dhoondh rahe hain. Aapka kaam kya hoga Ghar, dukaan aur office mein jaakar naye broadband connections bechna Societies, PG, hostels, offices aur market associations ke saath tie-up karna Calls, WhatsApp aur walk-in se aaye leads ko follow-up karke deal close karna Customers ko plans, speed aur pricing achhe se samjhana aur sahi plan suggest karna Purane customers se renewal aur plan upgrade karwana Apne area mein promotional activities karna (canopy, pamphlet, society camps) Competitors ke plans aur offers par nazar rakhna aur team ko batana Daily sales report aur leads ka record maintain karna Installation team ke saath coordinate karna taaki connection time par lage Kya chahiye Kam se kam 12th pass (graduate ho to better) Hindi achhi bolni aani chahiye, basic English bhi aani chahiye Customers se confidently baat karna aur convince karna aata ho Field mein ghoomne ke liye ready ho Apni bike aur driving license ho to preference milegi Smartphone chalana aata ho (WhatsApp, Google Maps, basic apps) Targets achieve karne ka josh ho Aapko kya milega Fixed salary ke saath har connection par achha incentive Petrol/travel allowance Product aur sales training Achha perform karne par growth ke mauke (Team Leader / Sales Manager) Friendly aur supportive team Apply kaise karein 📍 Address: 24/58 A, Ground Floor, Tilak Nagar, New Delhi – 110018 📞 Call: 8745011313 💬 WhatsApp: 9393131313 (apna resume bhejein) 📧 Email: mail@jasmyrah.in

काम पाने के लिए कभी पैसे मत दो। Fee माँगे तो scam है। दस निशान →

Apna पर apply करो
apna.co नए tab में खुलेगा