Jobs›Personal Driver, Delhi

Personal Driver

Pachisia Chemical Works · Delhi
वेतन₹20,000–22,000महीना, जैसा लिखा है
कहाँDelhi
प्रकारFull time
Posted22 Novकल, Apna से
Kaam ने check किया
Fee, deposit या पैसे माँगने के निशान नहीं
दिन का काम
Driving licence चाहिए
इस job के बारे में

Personal Driver chahiye Pachisia Chemical Works C-103/104, New Multan Nagar, Delhi - 110056 Responsibilities: • Safe driving karna, traffic rules aur speed limit follow karna. • Gaadi andar-bahar saaf aur properly maintained rakhna. • Tyre pressure, engine oil aur coolant regularly check karna. • Koi fault ya servicing ki zaroorat ho toh time par batana aur service karwana. • Delhi ke routes aur Google Maps ki achhi knowledge hona. • Duty par time se aana aur discipline maintain karna. • Family aur office ki personal information confidential rakhna. Timing: Subah 9:30 se raat 8 baje Salary: ₹20,000–22,000 per month Experience: Minimum 5–6 saal Nearby rehne wale candidates ko preference.

काम पाने के लिए कभी पैसे मत दो। Fee माँगे तो scam है। दस निशान →

Apna पर apply करो
apna.co नए tab में खुलेगा