Jobs›Field Sales, Aligarh

Field Sales Executive

Onesource Prime Private Limited · Aligarh
वेतन₹18,000–27,000महीना, जैसा लिखा है
कहाँAligarh
प्रकारFull time
Posted6 Oct13 दिन पहले, Apna से
Kaam ने check किया
Fee, deposit या पैसे माँगने के निशान नहीं
दिन का काम
अपनी two-wheeler चाहिए
शारीरिक काम
जो skills माँगे हैं5 लिखे हैं
B2B SalesField salesB2C salesField marketingDistributor
इस job के बारे में

Hr this side from Paytm Hum Paytm company ke liye Field Sales Executive (FSE) ki hiring kar rahe hain. Is role mein aapko market visit karke merchants ke saath kaam karna hoga. Aapke role mein total 5–6 tarah ke kaam hote hain :New Sound Box install karna :Sound Box deactivate/band karna :Sound Box ki service karna :Naya Merchant Account open karna :Business Loan service delana sab mein se aapko daily sirf ek lead complete karni hoti hai. Basic salary = 18 k in hand + incentive Candidate ke paas hona chahiye Pan card Aadhaar card Bike Smart phone Agar aap is job ke liye interested hain toh apna resume share karein.

काम पाने के लिए कभी पैसे मत दो। Fee माँगे तो scam है। दस निशान →

Apna पर apply करो
apna.co नए tab में खुलेगा