Jobs›Office Boy, Nagpur

Office Boy / Office Helper / Peon

S V FIRE SAFTEY SERVICES AND ENTERPRISES · Nagpur
Fresher चलेगा
वेतनवेतन नहीं लिखा
कहाँNagpur
प्रकारFulltimeFresher चलेगा
Posted11 Oct22 दिन पहले, Indeed से
Kaam ने check किया
Freshers के लिए खुला: experience नहीं माँगा
Fee, deposit या पैसे माँगने के निशान नहीं
दिन का काम
अपनी two-wheeler चाहिए
इस job के बारे में

Hum apne office ke liye ek sincere, hardworking aur responsible Office Boy / Helper ki hiring kar rahe hain.

Job Responsibilities

  • Office ko clean aur व्यवस्थित rakhne mein help karna.
  • Staff aur visitors ko chai, coffee aur paani serve karna.
  • Documents, files aur office-related items deliver aur collect karna.
  • Photocopy, printing, scanning aur basic office work mein help karna.
  • Office ke daily tasks aur bahar ke kaam handle karna.
  • Zaroorat padne par company ki car drive karna.
  • Office ke kaam ke liye bike ka use karna.
  • Office ke vehicles ko clean aur properly maintained rakhne mein help karna.

Required Qualifications

  • Minimum 10th / 12th pass preferred.
  • Fresher aur experienced candidates dono apply kar sakte hain.
  • Apni two-wheeler / bike hona zaroori hai.
  • Valid two-wheeler aur four-wheeler driving licence hona zaroori hai.
  • Honest, punctual, hardworking aur responsible hona chahiye.
  • Basic Hindi/Marathi samajhna aur bolna aana chahiye.
  • Full-time office mein kaam karne ke liye ready hona chahiye.

What We Offer

  • Fixed monthly salary.
  • Respectful aur supportive work environment.
  • Regular office timing.
  • Achhe performance par long-term job opportunity.

Apply Now!

Pay
₹7,500.00 - ₹10,000.00 per month

Benefits

  • Flexible schedule
Work Location
In person

काम पाने के लिए कभी पैसे मत दो। Fee माँगे तो scam है। दस निशान →

Indeed पर apply करो
in.indeed.com नए tab में खुलेगा