Electrician
factory ki puri light, wiring, panel board, MCB, switch sab dekhna hai, Led light lagani aani chahiye Machine kharab ho jaye to theek karna aana chahiye - Cutting machine, Edge banding, CNC, Press machine, Compressor sab ka current ka kaam Generator (DG Set) chalana aur dekhna aana chahiye - Light jaane pe Roz subah saari machine aur light check karni hai - kahi wire to nahi jala, kuch kharab to nahi Nayi wiring karni, nayi machine lagani to connection karna Safety ka dhyan rakhna - Earthing, short circuit se bachana 1-2 saal ka factory me kaam kiya hua Electrician ITI kiya hua ho to best hai 3-phase, single-phase, panel board sab aata ho Machine ka electrical fault pakadna aata chahiye ,Imaandar ho, mehnati ho, emergency me phone uthaye
Never pay to get work. If a listing asks for a fee, it is a scam. The ten signs →