Warehouse Packer & Helper
Warehouse Packer & Helper chahiye Hume ek mehnati aur imaandar staff chahiye jo hamare warehouse/office me packing aur load-unload ka kaam sambhal sake. Kaam ki zimmedari: Customer orders ko sahi tarike se pack karna Office ka saman pack karna Maal ko gaadi me load aur unload karna Packed orders ko dispatch ke liye ready rakhna Stock ko saaf-suthra aur vyavasthit rakhna Requirements: Experience zaruri nahi, fresher bhi apply kar sakte hain Mehnat ka kaam karne ke liye ready hona chahiye Time par aana aur imaandari se kaam karna Bhaari saman uthane me koi dikkat na ho Kaam ka time: 10 AM se 7 PM Salary: ₹10,000 - ₹15,000 per month Interveiw pe Location: Rajouri, mayapuri Delhi
Never pay to get work. If a listing asks for a fee, it is a scam. The ten signs →