Jobs›Personal Driver, Kolkata

Personal Driver

Benchmark Professional Solutions Private Limited · Kolkata
Pay₹17,000–18,000a month, as listed
WhereKolkataWest Bengal
TypeFull time
Posted20 Nov4 days ago, via Apna
Kaam checked
No fee, deposit or pay-to-apply signs
Day work
Driving licence needed
Skills they list7 named
Traffic Rules KnowledgePassenger safetyFour-wheeler drivingRoad safetyTraffic systemsVehicle maintenanceGoogle map
About this job

Personal Driver Kaam: Malik ko ghar se office aur office se ghar safely chhodna aur lana. Malik ke kehne par har jagah jana aur unke saath travel karna. Zarurat padne par office ya personal kaam ke liye bahar jana. Gaadi ko saaf-suthra aur achhi condition mein rakhna. Traffic rules ko manna aur safely driving karna. Time per duty par aana aur malik ke schedule ke hisaab se kaam karna. Timing: 9:00 AM – 8:00 PM Salary: 16,000 se 18,000 Valid Driving Licence hona chahiye. Car chalane ka achha experience hona chahiye. Imaandaar, zimmedar aur samay ka paband hona chahiye. Zarurat padne par overtime ya bahar travel karne ke liye tayyar hona chahiye.

Never pay to get work. If a listing asks for a fee, it is a scam. The ten signs →

Apply on Apna
Opens apna.co in a new tab